Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himiMaula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Sahar ka waqt tha masoom kalya(n) muskurati thee(n)
Hawaaei(n) khair maqdam ke taraanay gungunati thee(n)
Abhi Jibreel utre bhi na thay Kaabay kay mimber se
Ke itnay main sadaa aai ye Abdullah ke ghar sey
Mubarak ho shah e hardo sara tashreef le aaye
Mubarak ho Muhammad Mustafa tashreef le aaye
Maula ya salli wa sallim dayimun abadan
Alaa habeebika khairil khalqi kulli himi
Muhammadun sayyidul konaini wassaqalaini
#islamicsong #islam #withoutmusic
.jpeg)
0 Comments